moviebox header nav
moviebox search icon

Yeh Haseen Vadiyan | Roja | A.R. Rahman

2008

R

0 h 5 m

India

Pop

Song : Yeh Haseen Wadiyan Yeh Khula Aasman (Best OF A.R Rahman) Movie : Roja 1992 | Cover Singers: Dorjee Sherpa & Trupti Pandkar | Original Singers : S. P. Balasubramanyam & Chitra Music Director: A R Rahman Lyricists: P K Mishra Leading Cast : Madhoo, Arvind Swamy Hindi Romantic Love Song Lyrics : Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna In bahaaron mein dil ki kali khil gayi Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan Tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan Tere baalon ki khushboo se mehke chaman Sangmarmar ke jaisa ye tera badan Meri jaanejaan ye hai teri chaandni Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna Ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni Ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna Tere aanchal ki chhaaon ke tale meri manzil mujhe mil gayi Teri palkhon ki chaaon ke tale mohaabat mujhe mil gayi Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna In bahaaron mein dil ki kali khil gayi Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna Jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon Aa masti ki raat mein apna tumko bana loon Uthne lage hain toofan kya meer seene mein ay sanam Tumhein chaahoonga dilon jaan se meri jaanejaan teri kasam Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna In bahaaron mein dil ki kali khil gayi Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Meri jaanejaan ye hai teri chaandni Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna
More

7.9 /10

0 people rated

Watch Online

Watch in App

Episodes

Top Cast

User Review

Episodes
Top Cast
User Review

Episodes

film
lklk
Netflix
Plex
Top Cast(1)
starring avatar
A.R. Rahman
Singer

User Review

author avatar

🍬Playyyy

22/10/2024 15:48
Yeh Haseen Vadiyan | Roja | A.R. Rahman
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.